Saturday, February 19, 2011
Thursday, February 17, 2011
Kap-kapaate us gulab ki pankhuri mein
Humaari gazaloin mein
Ankahi baatoin aur kissoin mein
Har adhoore khat ki roothi siyaahi mein
Lamhoin ki unchooi gaanth mein
Bikhre baanwre baarish ki boondoin mein
Undekhi khudaai mein
Mayoos simat-ti hawaoin mein
Bhor ki us itraati dhoop mein
Kho diya hoga dil maine apna, shaayad.
Humaari gazaloin mein
Ankahi baatoin aur kissoin mein
Har adhoore khat ki roothi siyaahi mein
Lamhoin ki unchooi gaanth mein
Bikhre baanwre baarish ki boondoin mein
Undekhi khudaai mein
Mayoos simat-ti hawaoin mein
Bhor ki us itraati dhoop mein
Kho diya hoga dil maine apna, shaayad.
Subscribe to:
Posts (Atom)
